Ashq behene de… Aye dost behene de
Inko bhi kuchchh naya karne de
Bahut dekh li inhone yeh bemutallif si duniya
Ab inhe bhi khud dhul jaane de
Barso se jo sajaai this tasveer khud mein… thi kisi ka pata
Ab inhe bhi khud ka pata hone de
Ashq behene de… Aye dost behene de
Inko bhi kuchchh naya karne de
Khud ko khaksaar banaa baithe
Usko ko Khuda soch baithe
Nasamajh the Ishq ko Wafaa maan baithe
Wafaa, Waade aur Kasame shabd hain… kitabo ke
Inhe hawa na de aur Awaara ho jayenge
Yeh to yaadein hain bachpan ki.. teri Aankhein Nam kar jayenge